Ap khush reh saktay

hein 100 din

k liye?

time-button-ur
71_2.png_2749x2733

kiya?

 

hum REHTAY HEIN ESAY ZAMANAY MEIN JIS MEIN LOG FAKHAR SE BOLTE HEIN K HAMARAY PAAS WAQT NAHI HAY. JAB ZINDAGI ITNI JALDI GUZARI HAY, KAM TIME REH JATA HAY ENJOY KARNAY K LIYE. YEH ISTIMAL KARNAY SE AP US WAQT KO KHUSHI SE YAAD KAR SAKTAY HEIN

 

71% LOG IS KO NAHI KAR PAYE Q K UNKE PAAS WAQT NAHI THA KARNAY K LIYE. ap k paas faltu waqt hay?

KESAY? ASAAN HAY!

  

hAR din eik tasweer submit karein jo apko khush kartay hon

 

kuch bhi ho sakta hay, dost se milna, khana peena, ghar par rehna, kuch bhi.

 

yeh \”Happy day challenge\” ap k liye hay – aur kisi k liye nahi

 

shodda giri k liye yeh kaam nahi hay. logon ko sarana nahi haynahi cheating karni hay

ap idhar register karein, aur choose karein kidhar tasweerein upload karni hay

 

  • ap upload facebook, twitter ya instagram par kar saktay hein
  • apna hashtag banain aur humein batain kia hay ta kar hum dhoond lein apko
  • ap us email par apni tasweerein bhejein

aur ab ap tayaar hein!

mini-prints-main1

mein yeh kyun karoun?

 

jinhon ne kia yeh, kaha ke:
– dehan dena shuru kia k unko khushi kis cheez se milti hay
– achay mood mein thay ziada
– compliments ziada milna shuru ho gaye
– lucky mehsoos hona shuru kia
– ziada optimistic ho gaye
– pyar agaya

 

Visit www.100happydays.com/done, tell us the story of your challenge and get 100 happy moments printed. Voilà!

tyaar?

  

Interested  In  Participating  In  The  Positive  Psychology  Experiment?